Islamic Notes

Some inspirational advice from  posts from Islamic Notes on fb

Ahmed Hasim Patel
જીવન છે અમારું અમાનત ખરેખર,
કહીશું હમેશા હકીકત ખરેખર.

ન બાકી રહેશે ધરા ને ગગન આ,
અમે ના હશું તો કયમત ખરેખર.

દુ:ખોની ઘટાઓ વધે છે ભયાનક,
ન લીધી હવે જો નસીહત ખરેખર.

મળીછે સજાઓ અમને વફા પર,
સહી છે બધીએ મુસીબત ખરેખર.

ન જોયું તમેતો ફરીને જરા પણ ,
અનોખી કરી છે ઈનાયત ખરેખર.

અમે તો ગમોમાં ગુજારી પળોપળ,
કદી ના કરી છે શિકાયત ખરેખર.

જીવન ધન્ય મોમીનો ત્યારે જ થશે ,
મળે જો નબીની શિફાઅત ખરેખર…

Ahmed Hasim Patel
ફર્ક હોતા હૈ ખુદા ઔર પીર મેં.
ફર્ક હોતા હૈ કિસ્મત ઔર તકદીર મેં.
અગર કુછ ચાહો ઔર ના મિલે તો સમજ જાના
કુછ ઔર અચ્છા લીખા હૈ આપકી તકદીર મેં…

Ahmed Hasim Patel
1. Jo Log Khud Gharz Hote Hain
Wo Kabhi Ache Dost Nahi Hote.
[Hazrat Abu-Bakar Sidique R.A]
2. Jo Shakhs Apne Khaloos Ki Qasmain
Khaye Uss Per Aitmaad Na Karo.
[Hazrat Umar R.A]
3. Muhabbat Sab Se Karo Magar
Aitbaar Chand Logon Per.
[Hazrat Usman Ghani R.A]
4. Ache Logon Ki Aik Khubi
Ye Bhi Hoti Hai K Unhain Yad Rakhna Nahi Parta
Wo Yad Reh Jate Hain….
[Hazrat Ali R.A]

Ahmed Hasim Patel
“Agar Tum Pahaar Se Girey
To Ye Tere Liye Itna Nuqsan-Deh Nahi
Jitna Ke Tu Kisi Ki NAZRON Se Gir Jaye”

“HAZRAT Ali R.A”

Ahmed Hasim Patel
3 Kaam Kisi K Dil Mein Apki Izat Barhatay Han:

1-Salam Kerna
2-Kisi Ko Jagah Dena
3-Asal Naam Se Pukarna.

(HAZRAT ALI) R.A.

Abdul Raheman
dua for me and all ummah ….!!!

Riz Mukardamwala
AAP S.A.V.
KHAJUR SIDHE HATH SE KHATE OR GUTHHLI ULTE HATH KI SHAHADAT OR BICHWALI UNGALI KI PITH PAR RAKHTE OR FENK DETE (Nbwi l.N.Mo.Said Hasan)

Deeneemalumat
Mobail ya aur koi chij se film dekhna -vcd-taswirwala bayan dekhkar sunna na jaiz aur haram he. (surae anaam. fatawa mahmudiya se mustafaad)

11 hours agovia Facebook Mobile •LikeUnlike • •UnsubscribeSubscribe
2 people like this.
Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Riz Mukardamwala
ALLAH DUNIYA KI DOULAT USEY BHI DETA HAI JISEY PASAND NAHI KARTA,

LEKIN!

DEEN KI DOULAT SIRF USEY DETA HAI JIS SE ALLAH MOHABBAT KARTA HAI.

Hasina Ansari
Jannat mangne ki duwa’Allahumma inni assalukal jannah’Dozaq se duri ki duwa’Allahumma ajjirni minannar’plz 4wd,jitne log padnge apko utna sawab milega

.

Hasina Ansari
Jab Zalzla aye to zameen pe hath rakh k
AAYAT-UL-KURSI parhne se woh usi time ruk jata hai

Hasina Ansari
Har 1 nabi ne khuda ko chaha, khuda ne khud mustufa ko chaha, nabi par bhejo har waqt durudo-salam q k nabi ne har waqt apni ummat ko chaha.

Mera Dil Tarap Raha Hai – Qari Rizwan
http://www.youtube.com
Mera Dil Tarap Raha Hai

Hasina Ansari
Jo log sacchi talab or ikhlas k sath ALLAH K kam me jaye unko dunya hi me jannat ka maja or jannat ki khushbu aane lagti he.

.

Hasina Ansari
Very Important :-
Tehqeeq se saabit howa hai k Quraan paak ki Surah-e- “REHMAN” me Hepatitis “B” aur “C” aur “cancer” ki Shifa hai, Agar koi (7) din tak rozana 3 dafa mareez k paas bait kar Surah Rehman Parhey aur us par Dum kare lekin us waqt mareez ki aankhen band honi chahiye. ‘INSHAALLAH’ SHIFA HOGI. Is msg ko roken nahi, Kya pata aapki wajah se kisi ki jaan bach jaye. ‘JAZAKALLAH’@

Sarah Rana
FRIENDS JOIN PLZZ…PEHLA PAGE HACK OR DEL HO CHUKA HY
MUJHEY TUM YAAD NA AANA

Zakariya Kapadiya
3 CHIZE QABU ME RAKHKHO…
1.nafs.
2.zuban.
3.gussa.
SAB KO MILTI HE…
1.khushi.
2.gum.
3.maut.
SAB KI ALAG ALAG HOTI HE..
1.surat.
2.sirat.
3.qismat

Saiyed M. Arqam
Lab pe aati he dua ban k tamanna meri
Zindagi shamma ki surat ho khudaya meri
Ho mere dum se yuhi mere watan ki zinat
Jis tarah phool se hoti he chaman ki zinat
Zindagi ho meri parwane ki surat ya rab
Elm ki shamma se ho mujko muhabbat ya rab
Ho mera kam garibo ki himayat karna
Dard mando se zaifo se muhabbat karna
Mere allah burai se bachana mujko
Nek jo rah ho us rah pe chalana mujko
Mere allah burai se bachana mujko
Nek jo rah ho us rah pe chalana mujko.

Ilyas Tai
HAZRAT ALI RD.

AGAR ACHE DOST CHAHTE HO TO MOHABBAT UN SE KARO JO NEKI KARKE(LOGO KI MADAD KARKE) BHUL JATE HAI AUR APNI NEKIYA CHUPATE HAI

Ahmed Hasim Patel
NABI KAREEM (S.A.W) Ne Irshaad Farmaya

Agar Kisi Insaan Mai
99 Buraiyan Hon
Aur 1 Achai Ho
To Uski Buraiyon Ko Nahi
Balkay 1 Achai Ko Bayaan Karo…

Ahmed Hasim Patel
Ikhtiyar , Taqat Aur Daulat Milnay Per
Log
Badaltay Nahi
Balke Bay Naqab Hotay Hain

Hazrat Ali A.S

.

Ahmed Hasim Patel
Hard Work Is Like Stairs
&
Luck Is Like A Lift

A Lift May Fail Sometimes
But The Stairs Will Always Get U To The TOP!
So Start Doing It…

Ahmed Hasim Patel
Home
http://www.rahitvs.com
Rahi Tvs, Rahi Tube,Sibi Tv,Live Tv News, Star Plus,Aaj news,Geo News,Ary News

Ahmed Hasim Patel
Jo shakhs tumhari nigahon se tumhari zaroorat ko samaj nahi sakta ‘ Us sy kuch mang kar khud ko sharminda na karo ” HAZRAT ALI (R.A)

Ahmed Hasim Patel
Prophet Muhammad(صلى الله عليه واله وسلم) Said

“When you stand in prayer, Shaytan comes to you and confuses you until you do not know how much you have prayed. If you find that happening do two sajdas from the sitting position.”

[Malik :: Book 4 : Hadith 4.1.1]

Ahmed Hasim Patel
Dunia Daar Logon Ki Sohbat Ikhtiar Na Kar
Q K Agr Tu Tang Dast Howa
To Ye Tujhy Chhor Daingy

Or Dolat Mand Howa To Tujh Sy Hasad Kraingy…

Hazrat Ali (R.A)

Ahmed Hasim Patel
Ansoo Or Muskurahat

2 Anmol Khazane Hai
Ansoo Ko Apne Tak Mehdud Rakho
Or
Muskurahat Ko Logo Par Nichawar Kardo

Hazrat Ali (R.A)

Ahmed Hasim Patel
Keep Your HEAD Up So That People Know
You Are Afraid Of No One …

But
Keep Your EYES Down So That You R Known
To B A Respectable Person.

Hazrat Umar R.A

Hasina Ansari
Kabar k azab se bachne k liye ye dua khas karke rat me pade.” INNI AAMANTU BI RABBIKUM FASMAOON “

Zakariya Kapadiya
ALLAH VO DIL DE JO TERE ISHQ KA GAR HO,
DAYIMI REHMAT KI TERI USPAR NAZAR HO,
DIL DEKE TERE ISHQ ME HAAL HO USKA,
MEHSHAR KA AGAR SHOR HO TOBHI KHABAR NA HO.

Ilyas Tai
KYA AAP JANTE HE?

Pulsirat Ka Safar
15000 Saal ki Raah He
5000 Saal Upr Chadne K
5000 Sal Niche Utarne K
5000 Sal Brabar K
>FUZAIL BIN AYAZ

Ilyas Tai
MARDO KO APNE HATHO KI KOHANIYO KA SAJDE KI HALAT ME ZAMIN PAR BICHA DENA MAKRUHE TAHRIMI HE& KOHNIYA RANON SE DUR RAKHE (MASAILE NAMAZ 175)

Ilyas Tai
3 CHEEZE
QAABU MEIN
RAKHO :
*Nafs
*Zuban
*Gussa.
SAB KO MILTI HAI :
*Khusi
*Ghum
*Maut
SAB KI ALAG ALAG
HOTI HAI:
*Surat
*Sirat
*Qismat
4WD

Ilyas Tai
NURANI CHEHRA Q
Tahajjud Padhne Wale ALLAH Ke Sath Tanha Hote Hai, Isliye ALLAH Unhe Apne NOOR Ka Libaas Pehna Deta Hai.
>HZRT IMAM HASAN RD

Ilyas Tai
HUZUR Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya:

Azaan Ke Waqt Aasmano Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai
Aur Dua Qubool Ki Jati Hai

>Kanzul Ummal

Ilyas Tai
HADIS:

“Jo kisi Aurat ko uske Shohar k khilaf ya Gulam ko uske Aaqa k khilaf Bhadkaye,
Wo Ham me se nahi Hai”

>ABU.DAWOOD

Ilyas Tai
kisi ki is tarh mot aye ke woh ilm sikh raha tha to ye allah se is hal me milega ke ambiya as.aur us k bich sirf 1 darje ka farq hoga
TBRANI

Ilyas Tai
DIPOZIT (RAHAN-GIRWEE) ZIYADA LEKAR KIRAYA BAHOT KAM LENA YA BILKUL NA LENA SOODI MUAAMALAH HAI.SAKHT GUNAH HE
(F.MAHMUDIYYAH J.19/P.337,342

Ilyas Tai
”’PYARI MAA”
DEAREST MOTHER
1) MAA K BAGER GHAR KABRASTAN HE,
2) DUNIYA KI KHUBSURAT CHIZ MAA OR SIRF MAA HE,
3) MAA KI MOHABBAT HAQIQAT KA AAYNA DAR HE,
4) SAKHT SE SAKHT DIL KO BHI MAA K PUR NAM AANSU MOM BANA DETE HE,,
5) MAA OR PHUL ME KOI FARK NAHI HE,
6) MAA KI MOHABBAT KABHI NA KHATAM HONEVALI DASTAN HE,,,
7) MAA KHUDA KA DIYA HUVA HASIN TOHFA HE,,,
8) MAA SE BADHKAR KIMTI CHIZ KOI NAHI HE,,,
9) MAA K KADMO K NICHE JANNAT HE,,,
10) MAA K DUDH KA KARZ KABHI CHUKAYA NAHI JA SAKTA JAB TAK K KHUD HI NA BAKSH DE,,,,
11) JAN MAA KHUSH HO JAYEGI TO INSAN KI ZINDAGI ME KHUSHI HI KHUSHI HOTI HE NA MANE TO KAR K DEKHO DOZAKH BHI HE JANNAT BHI HE NA MANO TO MAR K DEKHO……..VASSALAM DUA ME YAD DOSTO….

Ilyas Tai
”Bakar he vo dil ”
Vo dil jis me dard na ho
vo ILM jis me amal na ho
Vo aankh jis me haya na ho
Vo dost jisme vafa na ho
Vo insan jis me hunar na ho
Vo mard jis ka nafs par kabu na ho
Vo olad jo ma bap ki nafarman ho
Vo Ghar jis me chen sukun na ho

Solus Javed
“Allah does not look at your appearance or your possessions; but He looks at your heart and your deeds.” (Muslim)

Solus Javed
One whose heart does not contain anything from the Holy Quran is like a deserted house” (Tirmidhi)

Solus Javed
“Zndgi ki Asal khoobsurti
ye nahin k tum kitne khush ho,
balke zindgi ki asal khoobsurti
to ye h k doosre tum se kitna khush hain”
Imam ALI (a.s)

Solus Javed
Jo Museebt Tmhe ALLAH ki Taraf mutawajja krde wo Museebat nhi Rehmat hai Or Jo Neymat Tmhe ALLAH se Ghafil krde wo Neymat nhi Museebat hai.

Narated By Abu Musa : Some people asked Allah’s Apostle, “Whose Islam is the best? i.e. (Who is a very good Muslim)?” He replied, “One who avoids harming the Muslims with his tongue and hands.”

(SAHIH BUKHARI -Volumn 001, Book 002, Hadith Number 010.)

Solus Javed
Hazrat Moosa (A.S) ne ek dafa Allah se pocha:

“AY ALLAH JAB TU KHUSH HOTA HY TO KIA KRTA HY?”
Allah ne farmaya:
“JB MA KHUSH HOTA HO TO BARISH KARTA H0”
Hazrat Moosa A.S ne phr pucha k jb tu or zyada khush ho to?
Allah ne kaha k
“TB mai betiyan paida krta ho.”
Hazrat Moosa A.S ne phr pucha k jab tu or khush hoto?
ALLAH NE FARMAYA:
“JaB Mai SUB Sy ZiYADA KHUSH Hota huN TO MAi MEHMAN
BHAIJTA HO.”

Solus Javed
Insan Apni Zindagi Men Har Cheez K Peechy Bhagega Magar 2 cheezen isska peecha karengi.

Uska Rizq aur uski Maut.

2. Zindgi 2 Din ki hai. 1 din tmhare haq me 1 din tmhare khilaf, jb tmhare haq me ho us din gharur na krna.
Aur jb Tmhare khilaf ho us din sbr krlena,

3. Agr Dunia Men Sakoön hota to log ALLAH Ko Bhool jate,
Sakoon to sirf un logo k pass hai,
Jo ALLAH ki raza ko apni raza samjhte hain.’

on Saturday •UnlikeLike • •UnsubscribeSubscribe
You, Saleha Nakhuda and 4 others like this.
Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Solus Javed
Tumhari wo khamoshi jis k bad tumse baat karne ki khawahish paida hojaye, tumhare us kalaam se bahtar hy jis k bad tumhain khamosh kar dia jaye.

-Hazrat ALI R.A.

on Saturday •LikeUnlike • •UnsubscribeSubscribe
Saleha Nakhuda and 4 others like this.
Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Solus Javed
ALLAH Kon Hy?

A-Ahad
L-La Shareek
L-Lam Yalid Walam Yulad
A-Awal o Akhir
H-Haqiqi Mabood

Tou
Ae Iman walo
Ye tmhara AQEEDA hona chahiye

on Saturday •LikeUnlike • •UnsubscribeSubscribe
7 people like this.
Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Solus Javed
Jab banda namaz ke baad bagair dua mangay uth jata hai to KHUDA farmata hai “ay fariston, ye banda mujh say bay niaz ho gaya hai. Ab isay meri zarurat nahi”

Hasina Ansari
Jo Koi Juma K Din Namaz_e_Juma Se Pehle 3 Baar
“Sura-e-QADAR”
Padh Le, Usko Poori Duniya Me Juma Ada Karne Walo K Barbar Nekiyan Milti Hain
Juma Mubara.

Hasina Ansari
Wazu karte waqt baat karne se 100 saal ki ibadat ka sawab chala jata he……forward to all muslims………

.

Solus Javed
Whoever fears Allah, Allah will find a way out for him (from every difficulty) and He will provide for him from sources that he could never have imagined.”
[Quran 65:2-3] A beautiful message to always remember Allah.

Rehana Pipz-Loonat
Prophet Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasalam) said: “O people, your wives have certain rights over you and you have certain rights over them. Treat them well and be kind to them, for they are your partners and committed helpers.” [Tirmidhi] May Allah make us always appreciate our partners. Aameen…

Ilyas Tai
” DUSHMAN KON HE”
” WHO IS ENEMY ”
1) IMAN KA DUSHMAN ZUTH HE,
2) IZZAT KA DUSHMAN SAVAL MEANS QUESTIONS HE,
3) AQAL KA DUSHMAN GUSSA HE MEANS WHO IS ANGRY MAN SO HE IS ENEMY OF BRAIN,
4) DOLAT KA DUSHMAN BAD DIYANANTI MEANS AMANAT ME KHAYANAT OR NIYATTO KA SAHIH NA HONA….ALLAH TALA HAME IN SAB BIMARIYO SE BACHAYE AAMIN…SUMMA AAMIN

Ahmed Hasim Patel
Allah Said:
If U Never Felt Pain Or Xperienced Problems
How Wud U Know I M A Healer?

If U Never Made A Mistake
How Wud U Know I M
4giving?

If U Were Never Hurt
How Wud U Know I Can Comfort U?

If Ur Life Was Perfect
Then Y Wud U Need Me>

Always Say Thanks To Allah

Ahmed Hasim Patel
Mafhom-E-Hadees
Tamam Kabira Gunahu Main Sey Bara Kabira Gunah
Ye Hey Ke Insan Apney Walidain Ko
Bura Kahey Ya Gali Dey Ya Laanat Karey
(Bukhari/Muslim)

.

Mahammad Anas Pandor
Juma Maubarak 2 all my frndz…
Plz remember in ur dua…

Rehana Pipz-Loonat
When asked what forgiveness is,
a little girl gave this answer,
”Forgiveness is the sweet scent
that a flower gives when it is crushed”
JUMMA MUBARAK…..

Solus Javed
Aisa Kon Sa Kaam Hai Jis Ke Karne Wale Ko Allah Bohat Pasand Karta Hai,

Magar Hazrat Mohammad (S.A.W) Ne Wo Kaam Nahi Kia..??

Solus Javed Ans: Huzoor Pak (S.A.W) Ne Kabhi Aazan Nahi Di Thi Kyun Ke Agar

Aap (S.A.W) Aazan Dete To Kainaat Ki Har Cheez Masjid Main Aa Jati

Aur Nizam-E-Kainaat Tabah Ho Jata.
April 8 at 12:36pm • LikeUnlike • 4 people
Loading…Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Solus Javed
HELP THE POOR :- Remember even the smallest of gifts like a piece of bread given to this old man may be the reason Allah forgives you and enters you into Jannah.

Jummah Mubarak To ALL MUSLIM Brothers & Sisters
Jazak’ALLAH Khair ..

on Friday •LikeUnlike • •UnsubscribeSubscribeSaleha Nakhuda and 7 others like this.
Write a comment…
Press Shift+Enter to start a new line.

Solus Javed
“MUHAMMAD”

Kitna piyaara naam hai moo se pura nikalta nahi
aur
hont ek dosre ko 2 dafa chum laite hain.
(Try it)!

Solus Javed
Narrated Ibn ‘Umar. Allah’s Apostle (peace be upon him) said, “The worst lie is that a person claims to have seen a dream which he has not seen” (Bukhari No. 6594)

Leave a Reply

Please log in using one of these methods to post your comment:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Google photo

You are commenting using your Google account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s